The Kapil Sharma Show Jiski TRP Bhut Jayda Hai TRP K Baare Mein Baat Krte Huye Aapne Apne Dosto Ko Jarur Dekha Hoga Nhi Toh Kisi Or Ko Bolte Huye Ek Na Ek Baar Jarur Suna Hoga But Kya Aapko Pta Hai TRP Kya Hai ? Or TV Channel Paise Kaise Kamate Hai Well Agr Aap TRP Ke Baare Mein Logo Se Sune Hai But Aapko TRP Kya Hai ? Ye Nhi Pta Toh Koyi Baat Nhi Aap Is Post Ko Pura Jarur Se Padhe Mein Aapko Is Post Mein TRP Kya Hai - TV Channel Paise Kaise Kamate Hai Aapko Iski Puri Jaankari Is Post Mein Mil Jayegi Toh Please Is Post Ko Suru Se Last Tak Jarur Se Padhe !
TRP Kya Hai - TV Channel Paise Kaise Kamate Hai ?
Sabse Pehle Hum Jaante Hai TRP Ka Full Form Kya Hai
TRP - Television Rating Point
Toh Aapko Abhi Trp Ka Full Form Pta Chal Gya Ab Hum Aate Main Topic Per
TRP Kya Hai
TRP Ek Type Ka Analytics Tool Hai Jo Sabhi T.V Channel Ka Rating Point Batata Hai Aapke Television Per Jitne V Channel Aate Un Sabhi Channel Or Serial Kaa TRP Alag Alag Hota Hai Or Jis Serial Ko Log Jayda Dekhna Pasand Krte Hai Ya Dekhte Hai Toh Issey Channel Or Serial Ki TRP Bhut Badh Jati Hai
TRP Ke Help Se He Kisi Bhi Television Ke Show Ka Popularity Ka Pta Chalta Hai TRP Se He Pta Chalta Hai Ki Kon Saa Television Show Kitne Samaye Tak Or Din Mein Kitne Baar Dekha Jaa Rha Hai
Or TRP Channel Per Bhut Jayda Effect Daalti Hai Or Simpel Se Lanuage Mein Bolu Toh TRP Ka Sidha Connection Channel Ki Kamayi Se Hai Or Agr Kisi Channel Kaa TRP Low Hai Toh Simpel Se Baat Hai Us Channel Ki Income V Bhut Low Hogyi Or TRP High Hai Toh Us Channel Ki Income Bhi Bhut Jayda Hogyi
TV Channel Paise Kaise Kamate Hai ?
Jitne V Television Channel Sab Channel Ka Earning Ka Ek He Sources Hai Advertisement Har Channel Aapne Show K Bich Mein Adverstisement Ko Chalate Hai Jissey Unki Earning Hoti Hai Or Jitne V Television Channel Hai Sabhi Channel Ka Advertisement Ka Rate Alag Alag Hai Per Aysa Kiyu ?
Aysa Iskiye Kiyu Ki Kisi Bhi Channel Ya Show Ki Income Low Hone Ka Reason Sidha Us Channel Ya Show Ki TRP Se Hai Agr Kisi Channel Ka TRP Low Hai Toh Iska Matlab Log Us Channel Ko Dekhna Pasand Nhi Krte Ya Channel Ko Bhut Kam Time K Liye Dekhte Hai Ya Kabhi Kabhi Dekha Jata Hai Isliye Kisi Bhi Channel Ki TRP Low Hoti Hai ! Or Agr Kisi Channel Ki TRP Low Hai Toh Advertiser Us Channel Per Aapne Product Ka Advertisement Chalana Sahi Nhi Samjhte Kiyu Ki Us Channel Ko Log Dekhte He Nhi Hai Toh Isliye Advertisement Ko Us Channel Per Chalane Se Koyi Bennift Nhi Hota Hai Becuase Us Channel Ko Dekhne Wale Log Kam Hai
Or Ek Baat Or Channel Ke Sath Sath Sabhi Serial Or T.V Show Ki Bhi TRP Alag Alag Hoti Hai
So I Hope Aapko TRP Kya Hai ? T.V Channel Paise Kaise Kamate Hai Yeh Artcile Pasand Aayi Hogyi Agr Aapko TRP Kya Hai ? Iske Regarding Koyi Quires Hai Toh Please Comment Jarur Kre Hum Uska Reply Jarur Krengye
Thank You ! For Visiting Here :)
![]() |
| TRP Kya Hai T.V Channel Paise Kaise Kamate Hai |

- Kumkum Bhagya
- Nagin 3
- Mehak
- Yeh Rishta Kya Kehalata Hai
In Sabhi Show Ki TRP Bhut Jayda Hai Or Agr Advertiser Ko In Sabhi Show Ke Bich Mein Advertisement Krwana Hai Toh Unko Or V Jayda Payse Pay Krne Hongye Jissey Channel Ki Income Or Bhi Jayda Ho Jati Hai So Is Tarh Se Ek Television Channel Paise Kamate Hai Ab Baat Krte Hai Ki Kaise TRP Ko Check Kiya Jata Hai
TRP Kaise Check Krte Hai
Kisi Bhi Show Ya Television Channel Ki TRP Check Krne K Liye Har State Ke City Ke Area Mein Kisi Ek Ghar Ke Uper People Metter Ko Lagaya Jaata Hai Or Jo Ye People Metter Hota Hai Ye Purey Area Mein Ek Specific Frequency K Jaariye Jitne Bhi Televisoin Hai Un Sabhi Nazar Rakhta Hai Or Check Krta Rehta Hai Ki Kis Ghar K Television Mein Kon Sa Channel Ya Show Dekha Jaa Rhaa Hai Or People Metter Ye Bhi Nazar Rakhta Hai Ki Us Channel Per Jo Advertisement Aa Rahi Hai Usko Log Dekh Rahe Hai Yaa Nhi Or Ye Har Ek Minute Ki Information Ko Direct ITAM ( Indian Television Audience Measurement ) Monitring Team Ko Send Krdeta Hai Phir ITAM Team People Metter Dawara Bheje Gye Data Ko Alaysis Krti Hai Or Pta Lagati Hai Kon Saa Show Ya Television Channel Jayda Dekha Jaa Rhaa Hai Phir Uske Hisab Se Kisi Bhi Television Channel Ya Kisi Show Kaa TRP Pta Chalta Hai Or Agr Aap Televsion Channel Ki TRP K Baare Mein Jaanana Chahate Hai Toh Nichey Aapko Ek Link Milega Us Per Click Krke TRP Dekh Sakte Hai
Check TRP

0 Comments